गुरुवार, 14 मई 2009

तुम एक ख्वाब थे ख्वाब हो


तुम एक ख्वाब थे ख्वाब हो
आँख खुलते ही ओझल हो जाओगे
यास का एक लम्हा हूँ मई
मुझे कब तलाक़ तुम रोक पाओगे
वक़्त की गिरफ़्त मे जो ना असका
उस दिल से बच के कहाँ जाओगे
आँसुओं से भी दाघ धूल ना सके
अब किस तरहा इन्हें तुम मिटाओगे
रेत की तरहा जो सरक ही गया
क्या वो पल फिर दे पाओगे
दिल चाहे ख़तम ना हो रात ये
"चाँद" ख्वाब ही सही मिल जाओगे

5 टिप्‍पणियां:

  1. khaab the, khaab ho, aur khaab rahoge,
    jo bhi ho aap hi mere sartaaz rahoge.

    achchhi shayri hai aur blog bhi badi khoobsoorati se sazaayaa hai

    जवाब देंहटाएं
  2. sartaaz nahi janaab sartaaj..sahi rahega...kuch haqeeqaten khwab si hoti hain..unhen khwab hi samjha jaaye tou behter hai..warna taabir ki ummid zindgi se door kardegi...waise bhi khwab zindgi se door kardete hain.

    chaand

    जवाब देंहटाएं
  3. sartaaj ko sahee karne ke liye shukriya. khwab zindagi se door kar dete hain main aisaa nahi maanta. balki jo khwab dekhne ki quvvat rakhte hain aur unko haqeeqat main badlne ke liye mehnat karte hain woh khwab ko hqeeqat main badal dete hain. dunia main iski bahut misaal maujood hain.

    जवाब देंहटाएं
  4. hmmmm ji bahut khoob..hum bhi vo khwab dekhenge jinki takmil ka hum may hausla maujud hai..

    chand

    जवाब देंहटाएं
  5. beshaq dekhiye aur mehanat keejiye fir dekhiye main sahee hoon ya ghalat !

    जवाब देंहटाएं