तुम एक ख्वाब थे ख्वाब हो
आँख खुलते ही ओझल हो जाओगे
यास का एक लम्हा हूँ मई
मुझे कब तलाक़ तुम रोक पाओगे
वक़्त की गिरफ़्त मे जो ना असका
उस दिल से बच के कहाँ जाओगे
आँसुओं से भी दाघ धूल ना सके
अब किस तरहा इन्हें तुम मिटाओगे
रेत की तरहा जो सरक ही गया
क्या वो पल फिर दे पाओगे
दिल चाहे ख़तम ना हो रात ये
"चाँद" ख्वाब ही सही मिल जाओगे
khaab the, khaab ho, aur khaab rahoge,
जवाब देंहटाएंjo bhi ho aap hi mere sartaaz rahoge.
achchhi shayri hai aur blog bhi badi khoobsoorati se sazaayaa hai
sartaaz nahi janaab sartaaj..sahi rahega...kuch haqeeqaten khwab si hoti hain..unhen khwab hi samjha jaaye tou behter hai..warna taabir ki ummid zindgi se door kardegi...waise bhi khwab zindgi se door kardete hain.
जवाब देंहटाएंchaand
sartaaj ko sahee karne ke liye shukriya. khwab zindagi se door kar dete hain main aisaa nahi maanta. balki jo khwab dekhne ki quvvat rakhte hain aur unko haqeeqat main badlne ke liye mehnat karte hain woh khwab ko hqeeqat main badal dete hain. dunia main iski bahut misaal maujood hain.
जवाब देंहटाएंhmmmm ji bahut khoob..hum bhi vo khwab dekhenge jinki takmil ka hum may hausla maujud hai..
जवाब देंहटाएंchand
beshaq dekhiye aur mehanat keejiye fir dekhiye main sahee hoon ya ghalat !
जवाब देंहटाएं